chand sher-o-shayri
“YE
SAANSE NA AATI TO ME TUJHE YAAD NA KARTA
DHADKANE
DIL KO NA DHADKATI TO ME TUJHE YAAD NA KARTA
TERE
TASAVVUR KE TASAVVUR ME BHI RHNA GAWARA NAHI MUJHE
YE MERI
RUH CHORKE CHALI JATI MUJHE TO ME TUJHE YAAD NA KARTA”
“MIL
GAYA THA SAR E RAAH SAR E BAZM MUJHE KOI
JESE SAGAR ME BHATAKTE JAHAAZ KO ZAMI HO MIL GAYEE”
“BATANE
LAGA DARD TO LOGO NE SHAAYAR KAH DIYA
KISSA
SUNAYA JAB ZINDGI KA TO LOGO NE USE FASANA KAH DIYA
WO TO
MUSHAYARE KI AARZU ME AA BETHE THE MEHFIL ME HAMARI
HUM PIR
DIL KI LAFZO ME BHARTE GAYE UNHONE USE NAYA TARANA KAH DIYA”
“SHUKR H
RAB KA BEWAFAI RASM NAHI HOTI
WARNA
KOI PYAAR KABHI PURA NAHI HOPATA
AUR HAR
PYAAR AGAR PURA HO JATA
TO YE
KAYNAT BANAE WALA KHUDA, APNI BANAI DUNIYA ME HI GUMSHUDA HO JATA”
खोके रास्तों को ,उन्हें पाना भी आता है।
डूबके गहराई में उभर आना भी आता है।
और क्या कहर बचाके रखे हुए है ज़िन्दगी।ढा दे उन्हें भी अब, क्यूकि सूरज की तरह अस्त के बाद मुझे उदय होना भी आता है।।
Wo Ek Mouka To Mujhko De
ReplyDeleteBaat Karne Ka Yaaron,
To Unhe Bhi Rula Dunga, Unhi Ke Sitam Suna Suna Kar
uske kiye sitam ka humne kuch is tarah insaaf kar diya...
ReplyDeletefesla uske haq me tha par haar gayi wo qki hamne use h maaf kar diya...
Ye mujhe ijtemaayi khudkushi ka daur lagta hai,
ReplyDeleteke log ab ghar nahi rakhte magar hathyaar rakhtein hain.