Tere liye

Hr khushi me use samne dekhu me khada
har sapna uska sach kar du chahe chota ho ya bada 

sine se lagakar rakhu jo usko to jannat si khushi milti hai
usike ehsaas se hi har aarzu machalti hai 

khud ko bhi khud se anjaan krne ko dil karta hai
jb b uska na hona dil ko mere akharta hai 

jese adhi zindagi meri kahi aur hi thi
aake mere paas tune meri zindagi  puri ki

ab hai tera nur har taraf, har aur teri hi khushbu hai
har mosam ab bahaar bana h khushhaali ab harsu hai


tu hai to tanhayee me bhi kai Jalse hote hain 

aur agar na ho to mehfilo  me b dasti hai tanhayee,

HaR DARD mile pyar me BAS ek DARD na ho JISE KEHTE HAIN JUDAI...

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

तीस्ता का सौंदर्य [Hindi Poem on River]

To all my Dear ones

Andhvishwas ek kahani Part-4 [Story in Hindi]