KHWAAHISH

NA JASHN RAAS AATE HAIN NA MEHFILEIN MUJHE
MERI HAR AAS KE HAIN AB SAB DIYE BUJHE
KYU ME ZINDA HU AUR KYA MEIN ZINDA HUN?
ISE JINA KAHTE HAIN AGAR TO KYA KAHE ZINDAGI TUJHE?

HAI HAR TARAF FELA HUA ANDHERO KA AASMA
BAS KHOTA JATA HU  ISKE SATH JAU ME JAHAA
HOTI HAI TADAP ITNI KI KHOKE KHUDKO JI RAHA HU MAIN
TABDIL HUI KHUSHI AANSUO ME UNHE HI BAS PI RAHA HU MAIN

BOJH BANI HAIN SAAANSE TUT JAYE AB IN SAANSO KI LADI.
KI MAUT KI CHAHAT MAIN AB HAI MERI ZINDAGI PADI


Comments

Popular posts from this blog

तीस्ता का सौंदर्य [Hindi Poem on River]

To all my Dear ones

Andhvishwas ek kahani Part-4 [Story in Hindi]